Yahin Guzaar Doon Lyrics

Is duniya ke andheron mein
Jab tu mere kareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Kiya hai kitna tune mere liye
Main kahe jo tu toh hans ke mar jaaoon

Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhri yahin guzaar doon

Is duniya ke andheron mein
Jab tu mere kareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya

Mujhe yaad hai woh din aaj bhi
Main chal ke tere paas aaya tha
Nahi tha koi jahan mein mera
Tune hi gale lagaya tha
Mila jo tu toh har khushi mil gayi hai
Ab is se zyada aur kya maangoon

Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhri yahin guzaar doon

Koi aisa pal jiya hi nahi
Jisme tera naam na liya
Tere ho gaye toh humne sanam
Sabse faasla bana liya
Tera mera safar kabhi na khatam ho
Bhale hi saanson se bichhad jaaoon

Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhri yahin guzaar doon

END OF LYRICS

Noticed an error? ⚠️ Report Error

Song Details
🎵 Title:Yahin Guzaar Doon
🎤 Singer: Amaal Mallik, Shreya Ghoshal
🎼 Musician:Amaal Mallik
📝 Lyrics:Kunaal Vermaa
🏷️ Label:Amaal Mallik
Yahin Guzaar Doon Official Video
FAQs about "Yahin Guzaar Doon"

Who sung the song "Yahin Guzaar Doon"?

The song "Yahin Guzaar Doon" is sung by Amaal Mallik, Shreya Ghoshal.

Who wrote the lyrics for "Yahin Guzaar Doon"?

The lyrics were beautifully written by Kunaal Vermaa.

Who composed the music for "Yahin Guzaar Doon"?

The music for this track was composed by Amaal Mallik.

Under which label was "Yahin Guzaar Doon" released?

This song was released under the label Amaal Mallik.