Samandar Lyrics : Emiway Bantai’s track, “Samandar”, meaning ‘ocean’ or ‘sea’, is a powerful addition to his discography, released as part of the album FTSTTS in November 2025. The song is a testament to the popular rapper’s lyrical prowess and signature street-style delivery.
Produced by Emiway Bantai, the track features Emiway’s intense, rapid-fire flow and compelling storytelling. Much like the vastness of the sea, the lyrics often explore themes of his immense success, his journey from the bottom, and his dominant presence in the Indian hip-hop scene. Emiway (Mohd Bilal Shaikh) often uses such metaphors to assert his unstoppable momentum and resilience.

Samandar Lyrics
Samandar view,
sapna poora kar diya
Apna kaun? Sab yahan toh mukar gaya
Sakal small se VIP karte call
Dubai baitha dekh kaun tere bhai ne
sab kar diya Padh liya, khud ko
jaana kaun hoon main Umeed ki awaaz se mashoor
hoon main Koi saath nahi diya bas nikaale galti
yaan Tabhi industry se door hoon
main Dekhe humne gareebi,
khud ke hum kareebi Bhai-bhai
karke dhai de ke nikle farebi Bye-bye
karke fly karke nikle,
arre Behosh unke upar se udham se
mehekti Jo mujhse jalta woh bhi
‘Hi’ bolta hai beta Dubai ka
sheikh abhi ‘Bhai’ bolta hai
Manager phone pe bas ‘Hello’
bolta hai Agar deal teri weak
toh phir ‘Bye’ bolta hai
Samandar view,
sapna poora kar diya
Apna kaun? Sab yahan toh mukar gaya
Sakal small se VIP karte call Dubai baitha dekh
kaun tere bhai ne sab kar diya
Padh liya, khud ko jaana kaun hoon main
Umeed ki awaaz se mashoor hoon main
Koi saath nahi diya bas nikaale galti yaan
Tabhi industry se door hoon main
Duniya ne ye sikha diya Bure waqt pe
de gaaliyan, kaamyaabi pe taaliyan
Tabhi humne kama liya Farak nahi
pasand kare ya nahi, haan mujhe
kisne kya diya Khud mehnat kiya,
sapna poora kiya Karoon dua uske
liye bhi jo bura kiya Mera present
mera tohfa beta, past ko main bhula
diya Faaste alfaaz se, alfaaz se sab
dugna kiya Honge kuch raat khud se baat
karke rona hoga Kaafi hain haath jinka
saath tujhe khona hoga Khuli aankhon mein
apna khwaab leke sona hoga Phir tu bolega
sab kuch aane de jo hona hoga Kaise khelega
tu vishwas waala chehra dhoka Chalna aasaan
nahi in raaston pe dard hoga Fal jo milega
kismat ka nahi hoga, mehnat ka hoga Tabhi
sab paar karke baitha idhar maine dekha
Samandar view,
sapna poora kar diya Apna kaun?
Sab yahan toh mukar gaya
Sakal small se VIP karte
call Dubai baitha dekh kaun
tere bhai ne sab kar diya Padh liya,
khud ko jaana kaun hoon main
Umeed ki awaaz se mashoor hoon
main Koi saath nahi diya bas
nikaale galti yaan Tabhi industry
se door hoon main
Noticed an error in the lyrics? Please report it with the correction! ⚠️ Report Error or Submit Corrected Lyrics
| 🎵 Title: | Samandar |
| 🎤 Singer: | Emiway Bantai |
| 💽 Album: | FTSTTS |
| 🎼 Musician: | Emiway Bantai |
| 📝 Lyrics: | Emiway Bantai |
| 🌟 Star Cast: | Emiway Bantai |
| 🏷️ Label: | Emiway Bantai |
Who sung the song "Samandar"?
Emiway Bantai.
Who wrote the song "Samandar"?
Emiway Bantai.
Who are the starring artists (Star Cast) in "Samandar"?
Emiway Bantai.
Which album is the song "Samandar" from?
FTSTTS.
Who composed the music for the song "Samandar"?
Emiway Bantai.
Which label released the song "Samandar"?
Emiway Bantai.